Sab janme ikk beej se, Sab ki mitti ek
Mann mei duvidha pad gayi
Hogye roop anek, Hogye roop anek
Jo tu sacha baaniya , Sab se ek sa bol
Unch neech ko chod de
Ek barabar tol ,Ek barabar tol
Unche kul ke kaaran tu , Duniya bhool raha
Jab tann mitti hojayega tab
Kul ka hoga kya , Kul ka hoga kya
Kehate kabir na garv kar , Na kisi ki hassi uda
Abhi teri bhi naiya samudra mein
Jaane kya hojaaye ,Jaane kya hojaaye